dil mein tera khiyaal he ab bhi
jaisey koi mulaal he ab bhi
mujh se kehtey hein kiya lab-e-khamosh
hontton par yeh sawaal he ab bhi
mein jo be akhtiyaar hansati hun
tera he yeh kamal he ab bhi
teri paishaani par woh zulf ka khum
samney woh hilaal he ab bhi
mosam-e-bewafai ke sar par
tere waadon ki shaal he ab bhi
dolat-e-jazzb aur khazan-e- ishq
us ka yeh saara maal he ab bhi
mola khanam ki bhi dua sunn le
uss ka pehla sa haal he ab bhi
jaisey koi mulaal he ab bhi
mujh se kehtey hein kiya lab-e-khamosh
hontton par yeh sawaal he ab bhi
mein jo be akhtiyaar hansati hun
tera he yeh kamal he ab bhi
teri paishaani par woh zulf ka khum
samney woh hilaal he ab bhi
mosam-e-bewafai ke sar par
tere waadon ki shaal he ab bhi
dolat-e-jazzb aur khazan-e- ishq
us ka yeh saara maal he ab bhi
mola khanam ki bhi dua sunn le
uss ka pehla sa haal he ab bhi
Mon Oct 24, 2011 10:00 am by shah
» EK SHAKHS
Mon Oct 24, 2011 9:35 am by shah
» What is pyaar
Mon Oct 24, 2011 9:12 am by shah
» Where is everybody???
Sun Aug 14, 2011 10:53 am by Abbas_haider05
» Hani here
Sun Aug 14, 2011 10:53 am by Abbas_haider05
» Happy Ramadan
Wed Aug 10, 2011 4:48 pm by Hani
» Sab say bara sandwich
Wed Aug 10, 2011 4:37 pm by Hani
» asalamoalekum
Tue Mar 23, 2010 12:23 am by shahidsultanshah
» Har Gham Say Hifazat ہر غم سے حفاظت
Fri Apr 17, 2009 9:55 am by Mian Shahid